Arijit Singh
Yo Yo Honey Singh
Amitabh Bhattacharya
Janabe Ali Lyrics - Himesh Reshammiya

Collection Himesh Reshammiya

Janabe Ali Lyrics

 Sayandweep   112


Janabe Ali lyrics (Primary language)
Janabe Ali lyrics in English

Dil se mere yeh kaisa blunder hua

Tha main hunter ab tujh pe surrender hua

Main kahin ka raha na

Janabe aali janabe aali janabe aali

Main kahin ka raha na

Janabe aali janabe aali janabe aali

 

Dil se mere yeh kaisa blunder hua

Tha main hunter ab tujh pe surrender hua

Main kahin ka raha na

Janabe aali janabe aali janabe aali

Main kahin ka raha na

Janabe aali janabe aali janabe aali

 

Meri atrangi zindagi

Mein teri demand hai

Tu hai mujhmein basi

Jaise baadal mein chand hai

 

Meri gali mein aaja jhalak dikhla ja

Dil mein tu sama ja zara

Mujhpe tu bhi mar le aaja pyar kar le

Mood hai romantic mera

 

Dil se mere yeh kaisa blunder hua

Tha main hunter ab tujh pe surrender hua

Main kahin ka raha na

Janabe aali janabe aali janabe aali

 

Main kahin ka raha na

Janabe aali janabe aali janabe aali

Yaadein din bhar teri

Karti hain tez heartbeat ko meri

Aaja paas baith ja khaali hai yeh

Baju ki seat meri

 

Jis din se toone dil mein entry maari

Mera game over hua

Hai kasam se jaana main tera deewana

Main tera follower hua

 

Dil se mere yeh kaisa blunder hua

Tha main hunter ab tujh pe surrender hua

Main kahin ka raha na

Janabe aali janabe aali janabe aali

Main kahin ka raha na

Janabe aali janabe aali janabe aali.