Arijit Singh
Yo Yo Honey Singh
Amitabh Bhattacharya
Jaann Se Zyaadaa Lyrics - Mohammad Faiz

Collection Mohammad Faiz

Jaann Se Zyaadaa Lyrics

 Sayandweep   117


Jaann Se Zyaadaa lyrics (Primary language)
Jaann Se Zyaadaa lyrics in English

Teri mohabbat ki aag mein jal raha hun main

Tu hai to sambhal raha hun main

 

Tere bin main adhura tere bin main aadha

Tere bin main adhura tere bin main aadha

Teri galiyan mujhe pyari jaan se jyada

Teri galiyan mujhe pyari jaan se zyada

 

Tu jo nahi to mere dil ka har ek kona rahe suna

Tu sath ho jo mere to hi lage mujhko hun main pura

Teri galiyan mujhe pyari jaan se zyada

Teri galiyan mujhe pyari jaann se zyaadaa

 

Teri har ek adaa pe main jaan deta hu

Tujhse hi manzilein meri maan leta hu

Meri bekhudi ka aalam kya bataun main

Teri parchhaiyon se main farmaan leta hu

 

Tere bin main adhura tere bin main aadha

Tere bin main adhura tere bin main aadha

Teri galiyan mujhe pyari jaan se jyada

Teri galiyan mujhe pyari jaan se zyada

 

Zikr jab tera hota hai dil kho jaata hai

Tera chehra kai toofan dil mein jagaata hai

Chahe raat ho chahe din ae mere sanam

Tere hi liye mera man sapane sajata hai

 

Tere bin main adhura tere bin main aadha

Tere bin main adhura tere bin main aadha

Teri galiyan mujhe pyari jaan se jyada

Teri galiyan mujhe pyari jaan se zyada