Arijit Singh
Yo Yo Honey Singh
Amitabh Bhattacharya
Hindutva Hai Lyrics - Daler Mehndi

Collection Daler Mehndi

Hindutva Hai Lyrics

 Sayandweep   65


Hindutva Hai lyrics (Primary language)
Hindutva Hai lyrics in English

Rangon Mein Rang Hai

Bhagwa Rang

Yeh Rang Bada Pyara Hai

Yeh Rang Bada Nyara Hai

 

Tu Mere Praan Mein Rehta Hai

Tu Mere Ang Pe Sajta Hai

Tu Mere Ang Pe Sajta Hai

 

Chaahe Jaan Bhi Jaaye Meri

Seene Se Laga Ke Rakhna Hai

Seene Se Laga Ke Rakhna Hai

 

Tu Iss Desh Ki Aan Hai

Tu Iss Desh Ki Aan Hai

Tu Iss Desh Ki Jaan Hai

Tu Iss Desh Ki Jaan Hai

 

Tu Mera Astitva Hai

Hindutva Hai Hindutva Hai

Hindutva Hai Hindutva Hai

 

Tu Mera Astitva Hai

Hindutva Hai Hindutva Hai

Hindutva Hai Hindutva Hai

 

Tu Mera Astitva Hai

Hindutva Hai Hindutva Hai

Hindutva Hai Hindutva Hai

 

Tu Mere Praan Mein Rehta Hai

Tu Mere Ang Pe Sajta Hai

Tu Mere Ang Pe Sajta Hai

 

Main Karm Hoon Main Dharm Hoon

Behta Hua Prem Hoon

Lok Ka Samaaj Ka

Manavta Ka Arth Hoon

 

Main Tanmayi Prakash Hoon

Main Sunehra Aakash Hoon

Na Jaati Hoon Na Bhed Hoon

Main Garajta Megh Hoon

 

Geeta Ka Jhar Jhar Saar Hoon

Ganga Ki Kal Kal Dhar Hoon

Ved Ki Kitaab Hoon

Ved Ki Kitaab Hoon

 

Main Hindu Hoon

Main Hindu Hoon

Hindutva Hoon

 

Main Hindu Hoon

Main Hindu Hoon

Hindutva Hoon

 

Ek Sur Desh Ka

Yeh Sur Vigado Nahi

Hum Sab Ek Hai Ek Hi Rahenge

Koyi Aur Raag Gao Nahi

 

Kitne Balidanon Se

Humne Ise Bachaya Hai

Dushman Ki Dusht Nigahon Se

Humne Ise Chhupaya Hai

 

Apna Lahu Lahu Karke

Yeh Parcham Lehraya Hai

Apna Lahu Lahu Karke

Yeh Parcham Lehraya Hai

 

Tu Mera Astitva Hai

Hindutva Hai Hindutva Hai

Hindutva Hai Hindutva Hai

 

Tu Mera Astitva Hai

Hindutva Hai Hindutva Hai

Hindutva Hai Hindutva Hai

 

Tu Mera Astitva Hai

Hindutva Hai Hindutva Hai

Hindutva Hai Hindutva Hai

Hindutva Hai Hindutva Hai

 

Jab Dum Dum Damru Baaje

Jab Dum Dum Damru Baaje

Tab Hind Ka Singh Hai Gaaje

Tab Hind Ka Singh Hai Gaaje

Jab Rang Kesari Laage

Tab Yoddha Veer Jaage

 

Hindutva Hai Hindutva Hai

Hindutva Hai Hindutva Hai

 

Bhagwe Mein Hoon

Gerue Mein Hoon

Pooja Ke Shlok Mein Hoon

 

Shankh Ke Naad Sa

Charon Dishaon Mein

Goonjta Hoon

 

Main Dhyan Hoon Main Gyan Hoon

Sanyasi Ka Sanyaas Hoon

Main Dhuan Nahi Dhoop Hoon

Main Shiv Ka Hi Toh Roop Hoon

 

Damru Ke Dam Dam Mein Hoon

Naadon Ke Dham Dham Mein Hoon

 

Main Hindu Hoon

Main Hindu Hoon

Hindutva Hoon

 

Main Hindu Hoon

Main Hindu Hoon

Hindutva Hoon

Hindutva Hoon

 

Rangon Mein Rang Hai

Bhagwa Rang

 

Yeh Rang Bada Nyara Hai

Yeh Rang Bada Pyara Hai

Yeh Rang Bada Nyara Hai

Yeh Rang Bada Pyara Hai

 

Tu Mere Praan Mein Rehta Hai

Tu Mere Ang Pe Sajta Hai

Tu Mere Ang Pe Sajta Hai

 

Chaahe Jaan Bhi Jaaye Meri

Seene Se Laga Ke Rakhna Hai

Seene Se Laga Ke Rakhna Hai

 

Tu Mere Desh Ki Aan Hai

Tu Mere Desh Ki Aan Hai

Tu Mere Desh Ki Jaan Hai

Tu Mere Desh Ki Jaan Hai

 

Ho Ho Ho Ho Hindutva Hai

Ho Ho Ho Ho Hindutva Hai

Ho Ho Ho Ho Hindutva Hai

Ho Ho Ho Ho Hindutva Hai

 

Hindutva Hai