Arijit Singh
Yo Yo Honey Singh
Amitabh Bhattacharya
Jai Ho Lyrics - A R Rahman

Collection A R Rahman

Jai Ho Lyrics

 Sayandweep   112


Jai Ho lyrics (Primary language)
Jai Ho lyrics in English

Jai Ho Jai Ho

Jai Ho Jai Ho

 

Aaja Aaja Jind-e-Shamiyane Ke Tale

Aaja Jariwale Neele Aasmaan Ke Tale

Jai Ho Jai Ho

 

Aaja Aaja Jind-e-Shamiyane Ke Tale

Aaja Jariwale Neele Aasmaan Ke Tale

Jai Ho Jai Ho

 

Jai Ho Jai Ho Jai Ho Jai Ho

Jai Ho Jai Ho Jai Ho Jai Ho

 

Latti Ratti Sacchi Maine

Jaan Gawayi Hai

Nach Nach Koylon Pe

Raat Bitayi Hai

 

Ankhiyon Ki Neend

Maine Phookon Se Uda Di

Ginn Ginn Taare Maine

Ungli Jalayi Hai

 

Aye Aaja Aaja Jind-e-Shamiyane Ke Tale

Aaja Jariwale Neele Aasmaan Ke Tale

 

Jai Ho

Jai Ho Kam-e-Dil

Jai Ho Hal-e-Dil

Jai Ho Bekhudi

 

Baila Baila

Ahora Conmigo Tu Baila Para Hoy

Por Nuestro Diya De Movidas

Los Problemas Los Que Sean

Salud! Baila Baila

 

Jai Ho Jai Ho Jai Ho Jai Ho

Jai Ho Jai Ho Jai Ho Jai Ho

 

Chakh Le Haan Chakh Le

Yeh Raat Shehad Hai Chakh Le

Rakh Le Haan Dil Hai

Dil Aakhiri Hadd Hai Rakh Le

 

Kala Kala Kajal Tera

Koyi Kala Jaadu Hai Na

Kala Kala Kajal Tera

Koyi Kala Jaadu Hai Na

 

Aaja Aaja Jind-e-Shamiyane Ke Tale

Aaja Jariwale Neele Aasmaan Ke Tale

Jai Ho Jai Ho

 

Jai Ho Jai Ho Jai Ho Jai Ho

Jai Ho Jai Ho Jai Ho Jai Ho

 

Kab Se Haan Kab Se

Jo Labb Pe Ruki Hai Keh De

Kah De Haan Keh De

Ab Aankh Jhunki Hai Keh De

 

Aisi Kaisi Raushan Aankhein

Raushan Dono Bheege Hai Kya

 

Aaja Aaja Jind-e-Shamiyane Ke Tale

Aaja Jariwale Neele Aasmaan Ke Tale

 

Jai Ho

Jai Ho Kam-e-Dil

Jai Ho Hal-e-Dil

Jai Ho Bekhudi

 

Jai Ho Baila Baila

Jai Ho Baila Baila

Jai Ho Baila Baila

Jai Ho