Arijit Singh
Yo Yo Honey Singh
Amitabh Bhattacharya
Saawariya Lyrics - Aastha Gill

Collection Aastha Gill

Saawariya Lyrics

 Sayandweep   96


Saawariya lyrics (Primary language)
Saawariya lyrics in English

Dekh Ke Tujhko

Dil Bole Haaye Haaye

Tere Bin Haal Mera

Bura Hota Jaye Jaye

 

Thodi Shararti Main

Tu Bhi Thoda Shy Shy

Tere Liye Baakiyon Ko

Kiya Maine Bye

 

Aisa Kaisa Pyar Kar Liya

Ho Ho Saawariya Aa Aa

 

Saawariya Aa Aa

Saawariya Aa Aa

Saawariya Saawariya

 

Saawariya Aa Aa

Saawariya Aa Aa

Saawariya Aa Aa

Saawariya Saawariya

 

Tujhpe Aake Naina Mere Jam Ho Gaye

Haan Tujhpe Aake Naina Mere Jam Ho Gaye

Samajh Mein Na Aaye Aise Kaam Ho Gaye

 

Naam Bahut Tha Tere Sar Ki Kasam

Saiyaan Pade Jo Tere Pyar Mein

Badnaam Ho Gaye

 

Haaye Reh Liya Duniya Se

Bada Dar Dar Ke

Dekhun Main Bhi Zara

Hadd Se Guzar Ke

 

Sab Kuchh Tere Naam Kar Diya

Ho Ho

 

Saawariya Aa Aa

Saawariya Aa Aa

Saawariya Aa Aa

Saawariya Saawariya

 

Saawariya Aa Aa

Saawariya Aa Aa

Saawariya Aa Aa

Saawariya Saawariya

 

Dhadke Dil Yeh Jab Udde Tera Kajal

Jadoo Kare Teri Aankhon Ka Kajal

Dekh Ke Tujhko Ho Jaun Pagal

Na Jane Kab Barsega Yeh Badal

 

Kuchh Toh Hua Mujhe

Aankh Jab Tujhse Ladi

Teri Deewangi Bhi

Sar Pe Mere Chadhi

 

Main Bhi Hoon Zid Pe Ada

Tu Bhi Hai Zid Pe Adi

Kisi Ne Bhi Na Badhayi

Baat Yeh Khud Se Badhi

 

Yeh Ishq Shareaam Kar Liya

 

Saawariya Aa Aa

Saawariya Aa Aa

Saawariya Aa Aa

Saawariya Saawariya

 

Saawariya Aa Aa

Saawariya Aa Aa

Saawariya Aa Aa

Saawariya Saawariya

 

Saawariya Saawariya