Bengali Songs
English Songs
Hindi Songs
Punjabi Songs
Tamil Songs
Telugu Songs
Famous Songs
Recently Published
Latest in Week
Latest in Month
Top Bengali Songs
Top Hindi Songs
Top Punjabi Songs
Malum Hai Na Lyrics - Emiway

Collection Emiway

Malum Hai Na Lyrics

 Sayandweep   61   31 Mar 2024   Protected


Check these awesome lyrics (sponsored)

Notun Premer Gaan (নতুন প্রেমের গান) Lyrics
Aalote Chol Lyrics (আলোতে চল) Lyrics
Malum Hai Na lyrics (Primary language)
Malum Hai Na lyrics (in English)

Haan Bheje Ki Hatti Toh Sablog Ki Fatti

Mile Tujhe Bhi Chop Gaane

Bury Karke Daalu Sabpe Matti Main

Jaise Koyi Bhatti Yeh Sab Saale Tatti

Zayada Bajenga Toh Sidha Kanpatti Checked

 

Hum Mumbai Ke Chokre Zayada Na Bhauk Bey

Gaane Pe Uthre Toh Sidha Hum Thokte

Thukte Mic Pe Kan Ke Parde Sambhal

Shahrukh Bula Mujhe Ya Phir Bilal

Main Toh Kar Raha Kamal Meri Ammi Kehri

Baki Kaun Kya Kehra Main Nahi Sunra Behra

Main Toh Khud Mein Rehra

 

Samandar Si Batein Haan Kaafi Gehra

Badal Chuka Hai Mera Rehna Sehna

Bol Teri Jal Reli Hai Na Hai Na

Maa Ke Gale Mein Hai Mota Gehna

Mujhe Garv Mere Abba Kehte Beta Hai Na

Hakk Se!

 

Kaam Aisa Karo Ki

Gharwalo Ko Garv Hona Chahiye Bawa

Baki Album Aa Rela Hai

2021 Hai Aas Paas Koyi Nahi Dikhis Hai

Malum Hai Na Ha-Ha-Haa

 

Haan Haan Gaane Pe Gaane Daale Itte Saal

Safalta Ke Sath Mere Badhte Baal

Abki Baar Socha Public Ne Mangela

Album Toh De Doon Kamre Mein Kaid Hoon

Bana Raha Main Album Kam Ab Bhi Jari

Kuch Gaane Chill Hai Aur Sab Gaane Bhari

Jo Baithe Bhikari Hai Talent Ke Sath

Unlog Ki Album Mein Nahi Kar Raha Baat

Jo The Mere Sath Woh Jante The Raaz

Par Abhi Ki Baat Bahut Alag Hai Ba

Tu Galat Hai Ba Tu Galat Hai Ba

Tu Galat Hai Ba Tu Galat Hai Ba

 

Jo The Mere Sath Woh Jante The Raaz

Par Abhi Ki Baat Bahut Alag Hai Ba

Tu Galat Hai Ba Tu Galat Hai Ba

Tu Galat Hai Ba

 

Nahi Samjhega Ba Main Allah Tauba

Kar Rela Ramadan Ka Mahina Hai

Sunta Nahi Duniya Mein Kya Kiska Kehna Hai

Mujhko Toh Rehna Hai Jaisa Hoon Main

Kabhi Kabhi Khud Sochu Kaisa Hoon Main

Aaj Paisa Hoon Main Mere Ek Ek Word

Aur Dheere Dheere Janega Poora World

 

Mere Baare Chadhja Re Mere Piche Na Pad

Ab Chale Ja Re Sade Ja Re Kamyabi Dekh Ke

Likh Rela Bistar Ko Tek Ke

Marunga Fenk Ke Bhagenge Baaz

Zyada Bolunga Toh Sabki Udaas

Filhaal Toh Koyi Bhi Nahi Paas

Main Aa Rela Awwal

Maharashtra Chokra Tulla Me Sauval

Alag Hai Level OG From Day 1

Life Meri Heaven Lavan Na Devan Kisi Se

 

Naya Business Plan Main Hoon Busy Bey

Depend Nahi Hone Ka Kisi Pe

PC Pe Karta Tha Kaam

Apple Mere Liye Nahi Tha Bey Aam

Meri Zindagi Mein Jo Bhi Hora Hai

Un Sare Cheezon Ka Main Khud Pe Ilzam Lu

Life Hai Pariksha De Rela Exam Hoon

Filhaal Main Clam Hu, Clam Before Storm

 

Jo Bhi Karun Drop Woh Sare Hit Song

Yeh Karein Sirf Lit Main Karun Hit Bong

Bahut Strong Rap Game Ko Khelela

Jaise Ping-Pong Ding-Dong Mere Darwaze Pe

Kaam-Waam Leke Ab Sab Aa Rele

Izzat Aur Shohrat Daba Ke Kama Rele

Khuda Ke Alawa Koyi Nahi Kuch Karega

Humare Liye, Samjha Rele Samjh Lo Bawa

 

Yahan Pe Koyi Kisi Ke Liye

Kuch Nahi Karta Hai

Khud Ke Liye Karna Padta Hai Bawa

Utho Aur Daudo

 

Baaki Album Aa Rela Hai

Intezar Karo

 

Eid Pe!

 

Abhi Ke Liye Itna

Kaafi Hai

Aur Jo Hate Faila Rele

Unke Liye Apne Dil Se Maafi Hai

Ha-Haa

 

Peace Out!