Arijit Singh
Yo Yo Honey Singh
Amitabh Bhattacharya
Mhare Hiwda Mein Naache Mor Lyrics - Kavita Krishnamurthy, Hariharan, Kumar Sanu, Alka Yagnik, Udit Narayan, Anuradha Paudwal

Collection Kavita Krishnamurthy, Hariharan, Kumar Sanu, Alka Yagnik, Udit Narayan, Anuradha Paudwal

Mhare Hiwda Mein Naache Mor Lyrics

 LyricsForest   333


Mhare Hiwda Mein Naache Mor lyrics (Primary language)
Mhare Hiwda Mein Naache Mor lyrics in English

Mhare hiwada mein

Mhare hiwada mein nache

mor tak thaiya thaiya

Bhawre ne machaya shor,

khili dil ki kaliyan

Badla mausam, badle

nazare ya badla hai nazariya

Mhare hiwada mein nache

mor tak thaiya thaiya

Bhawre ne machaya shor,

khili dil ki kaliyan

Badla mausam,

badle nazare ya badla hai nazariya

 

Mhare hiwada mein nache

mor tak thaiya thaiya

Bhawre ne machaya shor

khili dil ki kaliyan

 

 

Tu nayi naveli dulhan hai

Tera roop pyar ka darpan hai

Tu nayi naveli dulhan hai

Tera roop pyar ka darpan hai

Teri mehndi se, tere gajre se

Mehka mehka mera jeevan hai

Mere sawalon ka jawaab

banke tu aayi sajaniya

 

O mhare hiwada mein

Mhare hiwada mein nache

mor tak thaiya thaiya

Aisi bandhi pyar ki dor

hui main banwariyan

Badla mausam, badle nazare

ya badla hai nazariya

Mhare hiwda mein nache

mor tak thaiya thaiya

Bhawre ne machaya shor

khili dil ki kaliyan

 

 

Yeh pyar ka sawaan aaya hai

Sang preet ka mausam laya hai

Yeh pyar ka sawaan aaya hai

Sang preet ka mausam laya hai

Joh dil mein chupake rakha tha

Woh raaz labon par aaya hai

Dil mein basake,

apna banake le chaloon prem nagariya

 

Mhare hiwada mein

Mhare hiwada mein nache

mor tak thaiya thaiya

Chahe le jaao jis ore

sang chaloongi saiyan

Badla mausam,

badle nazare ya badla hai nazariya

Mhare hiwda mein nache

mor tak thaiya thaiya

Bhawre ne machaya shor

khili dil ki kaliyan

 

Yeh chand sitaron ki baaraat

Layi hai ghadi suhani

Yeh chand sitaron ki baaraat

Layi hai ghadi suhani

Kya baat hai, mere saath hai

Mere sapno ki rani

Barson sataya tune,

chain churaya main aaj na chhodun baiyan

 

Haan haan … o ho …

hmmm hmmm … ha ha ha.